Monday, October 3, 2011

HAZRAT ALI r.a ki KHULFA-e-RASHIDEEN ki khilafat ka iqrar o aitraaf from SHIA’s most authentic source NAHJUL BALAGHA

Proove from Nahjul Balagha


1st

Nahjul balagha

Sermon: 226

[About a companion who passed away from this world before the

occurrence of troubles]

Hazrat Ali r.a UMAR r.a ke mutalliq farmatey hain,
INHON NE jitne fitne uthe unhein seedha kiya, bari kamiyab siyasat ki, sunnat ko zinda rakha, deen ke khilaf saazishon ko khatm kia, woh dunya se paak saaf hokar gaye, inhon ne kher ko haasil kiya aur shar se mehfooz rahe aur Allah ki ata’at aur taqwa ka haq ada kia’

Note:

[Sharh Nahj al-balagha, vol. 14, pp. 3-4 by Ibn Abi'l-Hadid]

He has written in that ‘INHON NE’ se muraad the second Caliph ‘Umar’ hain.


2nd

Nahjul balagha

Sermon: 133

[Delivered when Caliph `Umar ibn al-Khattab consulted Amir almu'minin about himself, taking part in the march towards Rome ( Byzantine Empire ).]

Jab hazrat UMAR r.a ne hazrat Ali r.a se roomiyon ke saath jihad mei apni shirkat ke mutalliq mashwara kia to hazrat Ali r.a ne jawab diya,

‘Aap khud tashreef na le jaayein balke kisi tajurba kaar shakhs ki sippa salari mei lashkar rawana kardein, agar Allah ne galba ata farmadiya to yahi aap ki khuwahish hai aur agar khuda na khuwasta shikast hogaye to aap ka wajood musalmano ke liye hosle ka baa’is hoga. Aap ki adam mojudgi mei KOI AISI SHAKHSIYAT NAZAR NAHI AATY JO MUSALMANO KE LIYE MARJA’ KE HESIYAT RAKHTY HO’


3rd

Nahjul balagha

Sermon: 145

[Spoken when `Umar ibn al-Khattab consulted Amir al-mu'minin

about taking part in the battle of Persia.]

Is se bhi ziada wazahat is khutbe mei hai, Hazrat Ali ne UMAR r.a se farmaya,

‘musalmano ki fatah o shikast qillat o kasrat mei nahi balke yeh Allah ka wada hai ke who deen e islam ko galba ata farmaye ga aur Allah ka yeh wada pura hokar rahe ga. Aap khud tashreef na le jaayein kyunke Aap ki hesiyat HAAR KE US DHAAGE KI TARAH HAI JIS MEI MOTIYON KO PIROYA JATA HAI AGAR DHAGA TOOT JAAYE TO MOTY BIKHAR JAATEY HAIN. Musalmano ki ta’dad agar cha kam hai magar inhein eman ki quwwat hi kaafi hai. Aap CHAKKI KA QUTUB HAIN JIS KE GIRD CHAKKI GHOOMTY HAI, AAP QAAIM RAHENGE TO CHAKKI GHOOMTY RAHEGI. Agar aap binafse nafees medan e jang mei shirkat ke liye chale gaye to dushman yeh soch sakta hai key yeh musalmano ki bunyaad aur markaz hain, inehin khatam kardiya jaaye to musalmano ko asaani se shikast de jaasakty hai aur woh yeh soch kar aap per puri shiddat se hamla aawar honge is liye mera mashwara hai ke aap ka madene mei rehna medan e jang mei jaane se behtar hai’


4th

Nahjul balagha

Sermon: 163

Hazrat Ali r.a ne hazrat USMAN bin AFFAN r.a ko farmaya,

‘LOGON NE MERE AUR AAP KE DARMIYAN IKHTILAAF O NAFRAT PEDA KARNE KI KOSHISH KI HAI. Inhon ke aap ki khilaaf mukhtalif shikhayaat ki hain, magar mei aap se kiya kehsakta hun, JO HAM JANTEY HAIN WOH AAP BHI JAANTEY HAIN, hamare pass koi aisi imtiyazi cheez nahi hai jis se aap ko ba khabar karne ki zarurat ho, JO KUCH HAM NE SUNA WOH AAP NE BHI SUNA, JO HAM NE DIKHA WOH AAP NE BHI DEKHA, jis tarah ham Rasool s.a.w ke sahabi hain usi tarah aap bhi hain, aik lihaaz se aap ko Abu bakr o Umar r.a se bhi ziada fazeelat haasil hai aur who yeh ke Aap ko Rasool s.a.w ke damaad hone ka sharf haasil hai, jab ke un dono ko yeh sharf haasil nahi hosaka’

Note:

So after reading this sermon few points are highlighted:

1- Usman r.a knows what Ali r.a knows.

2- They both accompanied the Prophet p.b.u.h & both learned from him what they saw & heard.

3- Prophet p.b.u.h did not teach Ali r.a anything in secret so that he may tell Usman r.a about it nor does he have divine hidden secret knowledge (which the Prophet p.b.u.h entrusted only to him as shia claim)

4- Abu bakr r.a & Umar r.a both did righteous deeds ‘bi amal al-haq mink’ but Usman r.a is entitled to do more since the Prophet p.b.u.h married him two of his daughters.


5th

Nahjul balagha

Letter: 6

[To Mu'awiya on his (Ali's) right to the caliphate.]

Hazrat Ali r.a ne 3 khulfa ki khilafat ka iqrar o aitraaf kartey huwe ameer muawya r.a ke jawab mei farmaya,

‘meri bait un logon ne ki hai jinhon ne Abu bakr, Umar aur Usman ki bait ki thy…shura ka haq muhajireen o ansaar ko haasil hai, agar woh kisi shakhs ko apna Imam bana lein to usi mei ALLAH KI RAZA HAI, aur agar koi muhajireen o ansaar ke banaye huwe us imam ki imamat ko tasleem nahi karta to use MAJBOOR KIA JAAYEGA, aur agar who inkaar kare to USSE JANG KI JAAYEGI kyunke woh musalmano ka raasta chor ka alag raasta ikhtiyar karna aur intishaar phelana chahta hai’

Note:

> Agar yeh log kisi ko apna Imam banalein to us mei Allah ki raza hai..jab moula Ali khud keh rahe hain ke is mei Allah ki raza hai to tum kon hotey ho iske khilaaf baat karne wale.

> Is mei hazrat Ali ne wazahat ki hai ke khilafat o imamat NOMINATION k zarye nahi balke INTIKHAAB se hota hai aur yeh ikhtiyaar muhajireen o ansaar ko haasil hai, woh jise musalmano ka khaleefa MUNTAKHIB karlein us ki bait zaruri hai.

> JAB ke SHIA deen mei kisi ko khaleefa o imam bana ne ka ikhtiyaar bandon ke paas nahi balke Allah ke paas hai. SHIA ke nazdeek khilafat o imamat hazrat Ali r.a ka haq isliye tha ke Allah ne NASS ke zarye aap ko musalmano ka khaleefa banaya tha magar hazrat Ali r.a ka yeh irshaad SHIA moqaf ki waazih TARDEED KAR RAHA HAI.


6th

Nahjul balagha

Sermon: 91

[When people decided to Swear allegiance at Amir al-mu'minin's hand after the

murder of `Uthman’]

Hazrat USMAN r.a ki shahadat ke baad jab aap ko khaleefa banne ki peshkash ki gaye to Ali r.a ne farmaya,

‘da’uni wal tamisu gairee’ mujhe imam bana ne aur meri bait karne k bajaye kisi aur ko talash karo..jis ko tum khaleefa banaogey mei uski ata’at tum se bhi zyada karunga’ aur

‘Wa ana lakum wazeera kher lakum minni ameera’ tumhare liye khaleefa banne ki nisbat mera wazeer banna behtar hai’

Note:

>Isse saabit hota hai ke Aap ki khilafat mansoos ‘Min-Allah’ nahi jesa ke shia qoum ki aqeeda hai warna Aap RAD NA KARTEY kyun ke shia deem mei khilafat nabuwwat ki tarah hai to jis tarah NABUWWAT RAD NAHI HOSAKTY usi tarah KHILAFAT O IMAMT BHI RAD NAHI HOSAKTY.

>Is nass se yeh bhi saabit hota hai ke hazrat Ali r.a us waqt tak khaleefa nahi thy kyun ke Aap ka irshad hai, ‘jis ko tum khaleefa banaogey mei uski ata’at karunga’

>Agar khilafat Aap ka SHARI HAQ HOTY to aap yeh na farmatey ke ‘JIS KO TUM KHALEEFA BANAOGEY’ balke farmaatey ‘ALLAH NE MUJHE MUSALMANO KA KHALEEFA O IMAM BANAYA HAI AUR TUM PER MERI ATA’AT FARZ HAI.

>Aur yeh alfaaz ‘khaleefa banne ki nisbat mera wazeer banna behtar hai’ yeh alfaaz bhi is baat ki dalaalat kartey hain ke Ali r.a shahadate Usman ke waqt tak khaleefa na thy aur apni khilafat ko ahle hal o aqad ki bait per moqoof samjhtey thy.

>Saabit hua ke khilfat ka inhisaar AHL O AQAD per hai aur hazrat Ali r.a NA KAHALEEFA BILA FASL HAIN aur NA KHILAFAT MANSOOS MIN-ALLAH hai.


7th

Nahjul Balagha

Sermon: 204

[After swearing allegiance to Amir al-mu'minin, Talhah and az-Zubayr complained to

him that he had not consulted them or sought their assistance in the affairs (of state).]

Ali (رضّى الله عنه) said:

"Khuda ki qasam! Mujhe to kabhi bhi apne liye khilafat aur hukumat ki haajat o tamanna nahi rahi. Tum hi logon ne mujhe is ki taraf dawat dee aur is per aamada kiya’


8th

SHIA MUFASSIR Ali bin ibraahim QUMMI likhta hai,

[Tafseer e Qummi, Jid: 2, Pg: 376]

aik din Rasool s.a.w ne hafsa se kaha, ‘mere baad Abu bakr khaleefa honge aur in ke baad tere waalid yani Umar r.a. Hafsa ne pucha Aap ko kese maaloom hua?
Aap s.a.w ne farmaya ‘Allah u akhbarni’ mujhe Allah ne batlaya hai’


Prove from sharah nahjul balagha


1st
(al-Murtada, ash-Shafi fil-Imamah, p. 231 & Ibn Abil Hadid, Sharh Nahj al-Balaghah, vol. 4)
Ali’s saidرضّى الله عنه)
“I am ashamed before Allah to overturn something that was prohibited by Abu Bakr and continued by Umar.”

2nd
(Sharh Nahjul-Balagha;; Vol.1, p.132)

Ali ibn Abi Talib said to Zubair: “(Although) we got angry momentarily at the time of consultation (i.e. Saqifah), we can now see that Abu Bakr is the most deserving of the Caliphate: He was the companion of the Messenger of Allah in the cave. We know of his life and we know that the Messenger of Allah had ordered him to lead the prayers.” And then he (Ali) gave his Baya’ah (to Abu Bakr).


CONCLUSION:


1st

Nahjul Balagha,

Sermon 126:

[About the Kharijites]

Ali (رضّى الله عنه) said:

'mere baare mei 2 qism ke log tabah o barbar honge,

1. mujhe had se ziada chahne wale, yeh chahat unhein sachai se door le jayegi

2. mujh se dushmani rakhne wale, yeh dushmani unhein sachai se door le jayegi

MERE BAARE MEI DARMIYANI RAAYE IKHTYAR KARNE WALE HI SAB SE BEHTAR HONGE, TUM ISI RAAH PER JAME REHNA AUR ISI BARi JAMAT KE SAATH LAG JAANA. choonke Allah ka haath ittefaq o ittehad rakhne walon per hai aur tafarruqa o intishaar se baaz aajao isliye ke jamat se alag hojaane wala shetan ke hisse mei chala jata hai,

khabardar! jo bhi aise naa're laga kar apni taraf bulaye use qatal kardo AGAR CHA ISI IMAME KE NEECHE Q NA HO'


2nd

Nahjul Balagha

Sermon: 68

[Admonishing his companions about careless behaviour]

Ali (رضّى الله عنه) said:

‘Tum HAQ ko itna nahi pehchantey jitna tum BAATIL ko pehchantey ho. Jitna tum HAQ ko mita tey ho utna tum se BAATIL nahi dabaya jaata'

27 comments:

  1. DIL KEHTA HAI MERA AJ HAZRAT UMAR R.A AND MOLA ALI A.S AP PE BOHAT KHUSH HON GY...

    ReplyDelete
  2. DIL KEHTA HAI MERA AJ HAZRAT UMAR R.A AND MOLA ALI A.S AP PE BOHAT KHUSH HON GY...

    ReplyDelete
  3. Listen everyone! This material is based upon a sharh written by ibn abi hadeed which was not shia at all. Why don't u go for original nehjul balagha and plz read khutba#3 from there which is called khutba SHAQSHAQAYYA. I invite u to read complete nehjul balagha u ll get the truth. And u Mr. So called scholar don't distract the umma from ur stupid captions and fake research. Ibn hadeed is not shia and I challenge u that u can't find anything like this from original khutbaat of mola e kull mola e muttaqitaan and amir e kainat mola Ali Alain-is slam

    ReplyDelete
    Replies
    1. Yes u r write. Shia ulma ne naam ki jagah "falaa'n" , "kisi sahaba" , "unhone" ye sb lafz likha hai.. ab aap ye bataiye unhe naam chhupane ki kyu zarurat padi.. tashri'h jb ki to aage note me apna maukif b likh diya.. ab baat krte hai shia scholors ki india pakistan k ilawa jitne b shia ulma ne nahj al balagha ka tarjuma kiya wo aap padhye aapko haqeeqat samajh me aayegi tab.

      Delete
  4. first wali hadees fake hai baqi ka pata nahi jo aonho ne khutba number mention kara hai wo mai ne prha aus mai esa kuch nahi likha

    ReplyDelete
  5. Allah o Akbar.... Mola Ali ,Umar R.A,Abu Bakar R.A,Usman R.A were great.... I begun to love them All. You stupid person this is right path not yours..they all were sahaba and friends of Muhammad S.A.W...and all are respectfully for us

    ReplyDelete
  6. Allah o Akbar.... Mola Ali ,Umar R.A,Abu Bakar R.A,Usman R.A were great.... I begun to love them All. You stupid person this is right path not yours..they all were sahaba and friends of Muhammad S.A.W...and all are respectfully for us

    ReplyDelete
  7. All the references are right, infact quoted from Nahjul balagha...if i get time, i would definitely share the scan page of all the references mentioned above...JazakAllah

    ReplyDelete
  8. Ap ho koun jo ye fake khutba likh rhe ho bht galat bt h logo ko gumrah krna so don't read this plzzzzz shiamultimedia pr pdhiye jaa kr

    ReplyDelete
  9. Replies
    1. Kuttay Ki Dum Ho Aap Kuttay Ki Mout Millegi In Sha Allah Waisay Tumhare Zakireen Suver k Bachay Abu Lulu Firoz Ki Olaad Jo Hain kya Bataya un Kutto Ne ?
      Mawiah Ko Jo Letter Likha Mola Ali R.A ne Woh Padh lo Musalman hojaogay Shia Ka islam Ki Buniyaadein Hil jayeingi Woh Letter Padh Lo Aur Apna Muh kala karo

      Delete
  10. Rasool Allah ne far maya.....Man Kunto Maula fahaaza Ali yun Maula..

    ReplyDelete
  11. Kisi aur ke baare me kuch nhi far maya....Is se pata Chalta hai ki Hazarat Ali a.s. Bila Fasl Khalifa hain aur koi Khalifa nhi hai....

    ReplyDelete
  12. Ye Sab fake hai.....misguiding people.

    ReplyDelete
    Replies
    1. kutty ki dum aur shia kabhi seedhy nhi ho skty

      Delete
  13. Rasool Allah ne far maya.....Man Kunto Maula fahaaza Ali yun Maula..

    ReplyDelete
  14. Beshak..Rasool Allah nay Farmaya....Man Kunto Maula fahaaza Ali yun Maula.....or jo baqi bhi Kaha Rasool Allah nay wo bhi hmain manna chahye or Adab karna chahye.....
    Or mera Emaan hai k jo Rasool Allah k baad hoa Wo theek hoa. Us main koi ikhtilaf nahi hona chahye...Rasool pak nay Qayamat tak ki khabarain di.or ghalat theek bata Dia ummat ko..
    or baqi ap khud samajhdaar hain bhai.fazool propagandoin main mat paro.:)

    ReplyDelete
  15. Nahjul balagha ko mante hou tou khutba 72 parhlou bhai. Jab logoun ne hazrat usman ki baiyat karne ka iraada kiya tou farmaya;
    Tum jaante hou ke mujhe auron se zyada khilafat ka haq pohucta hai. Khuda ki qasm jab tak musalmanon ka nazm o nasq barqarar rahega aur sirf meri hi zaat zulm ka nishaana banti rahegi. Main khaamoshi ikhtiyaar karta rahunga taake is sabr pe allah se ajr talab karun aur is zeb o zeenat ko thukraa dun jispar tum mitehue hou
    Nahjul balagha Khutba 72 jild awwal

    ReplyDelete
    Replies
    1. Woh Jo Pehli Hadith Hai woh Kis Sahabi Ke Liye Kahi Hazrat Ali R.A ne Zara Batao

      Delete
  16. Aaj dikha dia na ke ho tum kisi kuttay ki Aulaad. Khutba change kar ke logon ke dilon me Umar ki mohabbat daal rahy ho. Ye bhi likh na yahan ke yehi Umar Jang me Rasool SAWW ko chor kar bhag gaya tha. Ali se wafadari karnay ke liye Amma ka shareef hona bht zaroori hai beta.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Kuttay Ki Dum Ho Aap Kuttay Ki Mout Millegi In Sha Allah Waisay Tumhare Zakireen Suver k Bachay Abu Lulu Firoz Ki Olaad Jo Hain kya Bataya un Kutto Ne ?
      Mawiah Ko Jo Letter Likha Mola Ali R.A ne Woh Padh lo Musalman hojaogay Shia Ka islam Ki Buniyaadein Hil jayeingi Woh Letter Padh Lo Aur Apna Muh kala karo

      Delete
  17. Sub se bari bat shia hu yah sunni yeh mat bhulo k tum ek musalman hu r sarkar e do jahan humre piyare nabi (saww) kia sekha kar gaye hain apas mai muhabbat sai rahu yeh firqa wariyat churo kia tmhre liye yeh fakar ki bat yah nahi k tum ek musalman hu afsos hota hai jab ek musalman dusre musalman ko gali deta hai bura bhala kehta hai humre islam nai humre yeh nahi sekhya kia is terha tum apny rab ko razi kar pao gay rasool k khush kar pao gay ummat ban k chalo jo humre nabi sekha kr gye hn us par chalo humre nabi tu non.muslims k liye b apny dil mai jaga rakhte thy phir tum tu musalman ho kr ek dusre ko bura bhala keh rhy hu islam muhabbat k mazhab hai nafrat k nahi phly sari namaz qaim kru , rozay pure rakho, jhoot naw bolo, kisi k dil naw dukhao, gali naw du, haqoq ada karu,kisi k liye apny dil mai nafrat naw rakho phly nabi ki yeh kubiya apnao jo bunyadi hain ek acha musalman hony k liye phir gherai mai jao

    ReplyDelete
  18. UMAR R.A HAMARAY HUSSAIN R.A HAMARY

    ReplyDelete
  19. great work. I too have compiled a few that have key information in them that rebukes Shia beliefs.
    Here are some.
    L3,L06,05,25,27,L31,L58,77,92,96,97,114,120,127,132,133,136,162,168,172,182,204/206,216,227,234

    ReplyDelete